Phone Ka App, SMS, Contact Backup Kaise Le - फ़ोन की बैकअप कैसे रखे
Friends aajke is post me main aap logo ke sath share karunga ki Smart phone par kisi bhi sms, contact ya App ke backup kaise rakhte hai. Pehle to janna hoga Back up kya hai? aagar aapko nahi pata backup kya hai to main thoda bata deta hu, dosto sochiye aapke phone ke kuch file, photo, app hai aur aap chahate hai ki aagar aapke phone memory format ho jaye tab aap us file, sms, contact number ko dobara aapne phone me loge to aap backup ke madad se us files, sms ko aapne phone me dobara pa sakte ho yahi hai backup.
Dosto kafi waqt aisa hota hai ki ham aapne phone par bahut sare contact, ya sms ko save karke rakhte hai kyuki wo bahuti jaruri sms aur contacts hote hai, but aagar aapke wo sms ya contects aagar koi karan se delete ho jata hai tab aap aajke is backup system ko follow karke us sms, contacts ko do bara aapne phone me pa sakte ho. to dosto chaliye dekhte hai Phone ke App, sms, contacts ke backup kaise karte hai.
Phone Ka App, SMS, Contact Backup Kaise Le ?
Step 1. Iske liye pehle aapko ek App install karna hoga jiska naam hai "Super Backup" aap is app ko google play store se install kar sakte ho just 2 mb ka app hai.
Step 2. App ko install karne ke bad just app ko open kare uske bad aapke
samne bahut sare opiton ayega aap Agar App backup lena chahate hai to
us par click kare aur aagar aap sms, contact ke backup lena chahate hai
to us par click kare.
Step 3. Aagar aapke SMS backup lena chahate hai aur uspar click kiya hai to aapke samne ek option ayega jisme se aapko "Backup" par click karna hoga.
Step 4. Upar Backup par click karne ke bad aapke samne aur ek option ayega aap usme se Just "OK" par click kare.
Step 5. Aabhi thoda wait kare aapke backup ho jayega aur aapke samne ek new option ayega aapko isme se koibhi ek option choose karna hoga, aap Google drive par click kare aur google drive par file, sms, contact ko backup rakhe kyuki ye easy hai aur iske liye aapko kuch karne ke jarurat nahi hoga.
Dosto aagra aap "SEND TO GOOGLE DRIVE" par click karte ho to aapke samne jo option aur page ayega aap usme se Just Allow par click karna aagar aapke Gmail login nahi hoga to aap Login karlena aapne gmail id aur ppassword se bahut easy hai ya sirf sms aur contacts ke liye aagar aap Apps backup lete hai to iski jarurat nahi hoga.
To dosto main ummid karta hu ki aapko ye post accha laga hai aagar post me koi problem hota hai to niche comment kare, post se aagar madad milta hai to aapne friends ke sath share jarur kare.
Post Aagar Accha Laga hai To Please Share Kare...
No comments:
Post a Comment