Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Friday, 8 September 2017

Google Duo Kya Hai Is Se Free Video Calling Kaise kare In Hindi

Google Duo Kya Hai Is Se Free Video Calling Kaise kare In Hindi


Google Duo Kya Hai or is se free video calling kaise karte hai aaj hum uske bareme aapko bataynge. Google Duo ek free video calling app hai jo Google ne banaya hai sirf Android mobile ke liye. Google play par abhi bohut sare free calling apps hai but Google Duo thoda alag hai baki calling apps se.
Is app ko istemaal karne ke liye aapko jada kuch nehi karna hoga sirf google play par jakar Google duo likh kar search karne se aapko ya app mil jayega.
google%2Bduo%2Bcalling%2Bapp

Google Duo Kya Hai Is se Free Video Call Kaise kare 

Is ap ki sabse accha point hai iska "Knock Knock" system, is system ko use karke aap asani se dekh sakoge kisne aapko phone kiya hai or uska video bhi aap dekh sakoge. 
Baki jo kuch hai sab dusre video calling jaise Whatsapp etc ke traha he hai. 

Jobhi ho chaliye dekhte hai isko kaise use karte hai ekbar dekhte hai or iske jo naya "Knock Knock"feature hai wo kaise use karte hai dekhte hai.
Pehle aap play.google.com is link par jakar Google duo ko install kare aapne mobile phone par. Install karne ke bad usko open kare uske bad "I Agree" par click kare.

google%2Bduo
Ab aapke samne ek naya option ayega aap uspar aap mobile number add kare, uske bad "Next" button par click kare.
google%2Bduo%2Bcalling%2Bapp
Abhi aapke mobile number par ek message send hoga jispar ek verify code hoga us code ko aap is option ke box par type kare uske bad verify kare.
google%2Bduo%2Bcalling%2Bapp
Bas aapke account verify hoga, yabhi bilkul whatsapp ki traha hi hai, aab aap apne friend ko invite kare is app install karne ke liye boliye, kyu ke aap Google duo to google duo call kar sakte ho, ya bata ne ki jorurat nehi aap jante hai.
Note: Ya 17/8/2016 ko india me release huya hai isi liye abhi tak isme bohut update baki hai, firbhi aap Settings par click karke is me kya kya hai aap dekh sakte hai. 
Knock Knock feature kya hai isko kaise On and Off kare
Meme pehle hi bata diya ya Knock Knock kya hai, is feature ki matlab aapko jab koi phone karega Google duo par tab aap is feature ki madat se dekh sakte ho ki aapko jis bande ne phone kiya hai or aap call receive karne se pehle hi video dekh sakoge. yahe hai knock knock ke asal kaam. 

Agar aap is feature ko on ya off karna chahate ho to aap App ki Settings par jakar "Knock Knock" par click kare aapko On and Off option mil jayega. 

google%2Bduo%2Bcalling%2Bapp

Upar dekhe, baki jo features hai wo aapko pata hai, Is app par is se jada or kuch nehi hai ya abhi sirf ek Video calling app hai isi liye aap aapne friends ke sath video calling kar sakte ho. 

Jobhi ho aapko ya app kaisa laga jorur bataye kyuke ya ekdom naya app hai kafi log inke bareme nehi jante. agar post accha laga to post ko share kare.

No comments:

Post a Comment