Pages

Search This Website

Showing posts with label INTERNET. Show all posts
Showing posts with label INTERNET. Show all posts

Saturday, 2 September 2017

Free Wifi Internet Kaise Chalaye - मुफ्त में इन्टरनेट कैसे चलाये

Free Wifi Internet Kaise Chalaye - मुफ्त में इन्टरनेट कैसे चलाये

Hello, Friends aajke iss post me main aap logo ke sath share karunga ki aap kaise india me free wifi internet istemal karoge. Wifi abhi gahr ghar me hai aur sabhi ko pata hai wifi kya hota hai. Dosto aagar aap chahate ho ki free wifi istemal karoge india me too aapko thoda bohut kaam karna hoga aur free me internet use karne ke liye aapke luck bhi hona joruri hai. Kyu ki main aaj aap logo ke sath koi hacking tips nahi share karunga just ek app share karunga jisse aap ko pata chal jayega ki india ke kis city me kitna free wifi network hai aagar aap uss jaga jakar internet istemal karte ho too aap asani se free me wifi nest use kar sakte ho.
Friends title dekhkar sayed aap kuch jada ummid kiya tha ki iss post se aapko ghar pe bethkar free me net istemal karne ko milega lekin dosto sorry aise tips main nahi janta, lekin aagar aap aajke iss post ko follow karke aap jiss jaga rehete ho uss jagapar koi free wifi network hai too aap pata karke uss free wifi ko asani se istemal kar sakoge.
free-wifi-kaise-use-kare

Free Wifi Internet Kaise Use Kare All India me :

Dosto main pehle hi aapko bata diya hai ki iss free internet ko aap ghar bathe use nahi kar pawoge iss liye aapko uss location par jana hoga jiss location par free wifi available hai. Too dosto iss post me ham dekhenge india ke konse city par kis kis jaga free wifi available hai.

Step 1. Pehle aap "Wifi Map" iss app ko aapne android mobile par install kare, install karne ke bad app ko open kare, open karne bad aapko Next karna hoga.

free-wifi-all-over-india

Step 2. Next par click karne bad aapke samne 1 bar aur next ayega uske bad Done par click kare uske bad "Enable" location par click kare, aagar aap kisi city par rehete ho too aapke samne wifi ke location show karega sath hi upar aapko map bhi dikhayega.

Step 3. Aap abhi just GPS ko open kare "Settings" par click karke, uske bad gps ko on kare.

free-wifi-all-over-india

Step 4. Aabhi aap country se india select kare aagar aap dusre country par ho to aap uss hisab se aapne country ko select kare.


free-wifi-all-over-india


Step 5. Aab aapke samne india ke jitna city hai sob khul jayega aap jis city par rehete ho uspar click kare, aap jis city par rehete ho uss city par kitna free wifi network hai wo aapko dikh jayega.

free-wifi-all-over-india

Step 6. City kee right side par aapko Free green button milega aap uspar click kare, uske bad aapko login karne ko bolega aap Free account kare yafir google+ account ko use karke login kare. uske bad thoda wait kare download hoga, download hone ke bad aap city par click kare aapko uss city ke under jitna free wifi network hai uss jaga ka details aapko dikhne ko mil jayega.

free-wifi-all-over-india-hindi-me

Step 7. Upar aap jiss jaga par rehete ho yafir upar ke jiss jaga aapke ghar ke pas hai aap uss jaga par jakar free wifi istemal kar sakte ho, uske liye aap naam par click kare aapko wifi name, password sab kuch dikhne ko milega.

free-wifi-kaise-use-kare

Friends upar main aap logo ke sath share kiya kis traha free wifi istemal karte hai india par. dosto main koi hacking tips nahi bataya hai ek app ke bareme bataya hai jo aapko google play par free me mil jayega. aagar aapko post accha lagta hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, comment kare. Thanks.
Read More »

Saturday, 26 August 2017

Internet Ke Bina Google translate Kaise Use Kare

Internet Ke Bina Google translate Kaise Use Kare

Google translate wo bhi bina internet ke ? Han dosto ye mumkin hai. Aagar aap android mobile istemal karte hai to aap bina internet ke google translate ko use kar sakte hai. Google translate kya hai! sayed aapko pata hai, translate ke matlab aap kisi bhi bhasa ko aapne bhasa par badal sakte ho. Sochiye aap kisi english word ko Hindi me translate karna chahate ho to aap is google translate ko use karke asani se jan sakte ho.
Google translate ko bina internet ke istemal karne ke liye aapko jarur mobile use karna hoga, kyuki computer se ya kam nahi hoga. aagar aapke pas android mobile hai to aap ye kam kar sakoge aagar nahi hai to sorry.
google%2Btranslate%2Bbina%2Binternet%2Bke%2Bkaise%2Bchalate%2Bhai

Bina Internet Ke Google translate ko kaise use kare ?


Step 1. Pahle aap play.google.com  is link par jakar google translate app ko aapne mobile par install kare, agar pahle se hai to aapko dobara install karne ki jarurat nahi hai.

Step 2. Install karne ke bad aap App ko open kare, open karne ke bad aap agar English to Hindi me translate karna chahate ho to us hisab se select kare or aagar Hindi to English translate karna chahate ho to us hisab se select kare. select karte samaye dekhe ek download button hai uspar click kare.

google%2Btranslate%2Bbina%2Binternet%2Bke

Step 3. Aap jis bhasa ko bina internet ke translate karna chahate ho usko isi traha download kare size 20-30 MB tak hoga. Upar download icon par click karne ke bad aap niche ki traha Download par click kare.

Screenshot_2016-09-09-19-53-44

Step 4. Upar photo par dekhe likha hai Offline translation iske matlab asb aap bina internet ke bhi translate kar sakoge.

Step 5. Download hone ke bad aap aapne internet disconnect kare uske bad abhi jis bhasa ko download kiya usko translate karke dekhe.

Step 6. Niche dekhe main English to Hindi translate kiya bina internet ke.

bina%2Binternet%2Bke%2Bgoogle%2Btranslate

Dosto sayed aapne samaj gaya ho ki kaise Internet ke bina google translate karte hai, aagar aapko koi bhi problem ho to niche comment karke bataye. Post aagar accha laga to jarur dosto ke sath share kare, niche comment karke bataye kaisa laga. aajke liye itna hi jald milte hai kuch naya topic ke sath tab tak ke liye bye.
Read More »

Sunday, 20 August 2017

Internet se Free Calling kaise kare | Free Calling Websites

Internet se Free Calling kaise kare | Free Calling Websites

Dosto internet par bahut si aisi websites Available hai jo Free calling service provide karti hai or Free ki chije to sabhi ko pasand hoti hai or itni mehangayi me Agar aapke kuch paise bach jaye to is se achi baat or kya hogi.
Internet se Free Calling kaise kare
Aaj main is post me aapko top 10 Free calling websites and Apps ke bare me bata raha hu. In websites ko free kahna galat hai kyonki inko use karne ke liye aapko internet data to kharch karna hi hoga lekin ye websites free se kam bhi nahi hai jaha aapko call karne ke liye 50 paise ya 1 Rs. Kharch karna padta hai uske mukable thoda Internet data kharch karna to kuch bhi nahi hai.

Dosto Chaliye ab main aapko jyada bore nahi karna chahta isliye in websites ke bare me batata hu.
10 Free calling websites And Apps in hindi.
1. Free call.com
Ye free calling ke liye sabse best website hai. Is website se aapko inka Application apne device me install karna hota hai or uske baad is se aap 50+ countries me Free international and local calls kar sakte ho.
2. Poke Talk
Dosto Poketalk world ke 50+ countries me Free calling services provide karta hai. Is se aap 1 Month me 50 calls kar sakte ho or 1 call I limit 10 Minutes hai agar aap limit ko badhana chahte hai to aapko paisa kharch karna padega. Iska use karne ke liye aapko koi app download ki jarurat nahi hai aapko direct iske website par jakar call karna hota hai.
3. Icall
Icall App VOIP (Voice Over IP) Technology ka use arke apke device ko internet ki help se Regular telephone Network se connect kar deta hai. Aap iska use phone or computer dono me kar sakte ho. Aapko pc ke liye iska software or phone ke liye App download karna hoga. Iski 1 call ki limit 5 minutes hai.

4. Flash2VOIP
Flash2VOIP se aap 30+ countries me Free international calling kar sakte ho. Aapko iska use karne ke liye koyi bhi Application download karne ki jarurat nahi hai aap direct iski website par jaye or Register karke iski free calling service ka fayda uthaye.
Click here to use this

5. Mobilevoip
Is App ki help se Aap india me kahi bhi free calls kar sakte ho. Iska use karne ke liye aapko isme Register karna hota hai uske baad aap kuch din tak is se free calls kar sakte ho. Jab free offer khatam ho ata hai uske baad fir se iski services use karne ke liye aapko pay karna padega.
Click here to use this

6. Adphone
Adphone ki free service use karne ke liye aapko iska Application apne device me install karke Register karna hoga. Adphone aapko per day 30 Minute free deta hai.
Click here to use this

7. Libon
Libon App bhi VOIP (Voice over Internet protocol) ka use karai hai. Iski help se aap unlimited Libon to Libon Free calls kar sakte ho or aapko per month 39 minutes free diye jate hai other calls ke liye. Iske alawa agar aap apne friends ko ye App Refer karte hai to per friend ke aapko 5 minutes diye jate hai.
8. Dingaling
is App se aap kahi bhi free Local, STD And ISD calls kar sakte ho. Is App me aapko per day 10 minutes diye jate hai. Is App ko use karna bhi kafi easy hai isko downloadkare or free calls ka fayda uthaye.

9. Poptox.com
Is website ki free calling service use karne ke liye aapko kisi bhi Registeration ki jarurat nahi hai. Aapko direct Poptox.com website par jana hai or free calls karne hai lekin 1 din me sirf 5 calls kiya ja sakta hai or 1 call ki limit 2 Minute hogi.

Click here to use this

10. call2friends.com
Free calling karne ke liye ye website sabse best hai kyonki maine is website ki free calling service bahut use ki hai isko use karna kafi easy hai. Dosto lekin iska use karke aap din me sirf kuch free calls hi kar sakte ho.
Dosto is post me maine top 10 free calling websites and apps ke bare me bataya in me se kisi ka bhi use karke aap Free calling kar sakte hai. Aapko ye post kaisa laga hame comment karke jarur bataye.

Agar ye post aapko pasand aaya ho to isko social media par bhi share kare taki aapke friends bhi iska fayda utha sake.
Read More »

Saturday, 19 August 2017

Wifi Ki Speed Slow Ho Gyi Hai To Apnaye Ye Tricks - Tricks To Increasing WiFi Speed

Wifi Ki Speed Slow Ho Gyi Hai To Apnaye Ye Tricks - Tricks To Increasing WiFi Speed

Kai baar apke sath bhi aisa hua hoga ki WiFi ki speed kam hoti ja rahi. Aise me hum WiFi Router ko baar baar on off karne lag padte hai. Iske baad bhi WiFi ki speed me koi fark na padne par company walo ko kosne lagte hai.

Lekin apko pata nahi hoga ki har baar kasoor company ke WiFi Router ka hi nahi hota. Kuch or bhi bajah ho sakti hai jiski bajah se apke WiFi ki speed kam hoti jati hai. Yahan par hum apko kuch tricks bata rahe hain jinhe aajma kar aap is samsya ka samadhaan minutes me kar sakte hain. 

Tricks to increasing WiFi Speed

Jagah badal kar dekhe - kabhi kabhar hum WiFi router ko kisi samaan ke pichhe rakh dete hai. Is se net ki speed me kami hona lazmi baat hai. Aap apne WiFi Router ki location badal kar is samsya se chhutkara pa sakte hai. Khidki ke paas ki jagah sabse badiya rahti hai.

Jamin par router ko na rakhe - Kabhi bhi apne router ko sidhe hi jameen par na rakhe. Is se router ko range nahi milti aur internet ki speed kam rahti hai. Router ko hamesa unchi jagah par hi rakhna chahiye. Iske liye aap kisi table ka istemal kar sakte hai.

Ek nischit doori rakhe - Kabhi bhool se bhi apne computer ya laptop ko router se door na rakhe. Apka computer router se jinta najdeek hoga speed utni hi achhi aayegi. Isliye router ko ek nischit doori pe hi rakhe.

Router ke aas paas gadgets na rakhe - Ye to aap bhali bhanti jante honge ki apke aas paas bahoot sari radio waves ghumti rahti hai. Ye waves bhi internet slow hone ka karn ban jati hai. Isliye ye dhayan me rakhe ki apke rounter ke aas paas koi gadgets to nahi rakhe hai.

Microwave oven ko router se door rakhe - Microwave oven se bhi internet ki speed kam rahti hai. Shayed ye baat apko pehle pta nahi hogi magar ye sach hai. Darasal microwave oven or router ek hi frequency pe kaam karte hai. Jiske chalte dono ki waves aaps me takraati hai or internet ki speed kam ho jati hai. Isliye aap router ko microwave se door hi rakhe to achha hoga.

Bluetooth ka istemal na kare - humne uper microwave ka jikr kiya. Ab baat karte hai bluetooth ki. Jab bhi aap net surfing kar rahe ho to Bluetooth ka istemal bilkul na karen kyuki Bluetooth 2.6 gigahertz par kaam karta hai jo ki net ki speed me badha dalta hai. Isliye aap jab bhi internet surfing kar rahe ho to Bluetooth ka istemal na kare.

Jhalar wali lights ko rakhe door - Ye baat apko thodi si ajiv lag rahi hogi par sach to ye hai ki WiFi router ke pass kabhi bhi jhalar wali lights nahi lagani chahiye. Iska sabse bada karan ye hai ki electromagnetic waves. Ye waves WiFi Router se nikale wali waves se milkar internet ki speed ko kam kar deti hai.

Heavy File ka download karna - Kabhi kabhi hum heavy files ko download pe laga dete hai. Jis se router pe load pad jata hai. Aise me internet ki speed kam hone lag padti hai. Isliye download soch samjh kar hi karna chahiye.
To ye thi kuch tricks jinhe apna kar aap apne WiFi ki speed ko jyda kar sakte hai.
Read More »

Saturday, 21 May 2016

Internet Se Puri Duniya Me Free Call Kaise Karte Hai

nternet se ham koi bhi online work asani se kar sakte hai aur isse hamara jyada time bhi west nahi hota hai is post me apko internet se free call puri duniya me kaise karte hai iske bare me batata hu,apko ek aysi trick batane ja raha hu jisse ap puri duniya me free call kar sakte ho,free call karne ke sath ap is website se chat bhi kar sakte ho
Internet Se Puri Duniya Me Free Call Kaise Karte Hai

Internet se puri duniya me call karne ke liye apko below step follow karne padege
1)Sabse Pahle Call2friends site open kare

2)Iske bad website ka homepage open hoga usme apko ye details bharani hai
1)Country:Yaha par click karke apni country select kare

2)Number:Jisko call karna hai uska number enter kare
3)Keypad se number type kare

4)Last, me Call button par click kar de

To dekha dosto apne internet se puri duniya me free call karne ke liye apko above diye gaye simple step follow karne hai

Read More »