Android Mobile Battery Faste Charge Kaise Kare : 6 Best Tips In Hindi
Aajke iss post me main aap logo ke sath share karunga best 6 Android Battery Faste Charge tips and tricks. Dosto aabhi world me sabse popular mobile operating system me se sabse popular hai Android. Har kisi ke pass kuch hoo na hoo ek Android smart phone jorur hoga. Android ke itna popular hone ke bohut sare whaja hai, jaise Android par lakho Apps free me milta hai, Computer ke jada tar kaam Android se hi ho jata hai aur bhi bohut karan hai. Lekin Android ke ek sabse badi problem hai isska Battery charge, Aagar aap ek se 2 ghanta mobile istemal karte ho too aapka mobile battery down hojata hai. Lekin dosto iska battery jitna jaldi khatam hota hai charge hone me usse jada time leta hai, aur usi liye aaj main aap logo ke sath kuch yasa tips share karunga jiss tips ko follow karke aap aapne mobile ko fast charge kar sakoge.
Android Mobile Ko Fast Charge Kaise Kare ?
Niche main best kuch tips share kiya hai jiss ko aap aagar mobile charge karte time follow kare too aapke mobile phone bohut jald charge hoo jayega. Fast mobile charge karne ke liye aaj main koibhi apps nehi dunga just kich tips dunga. Too chaliye suru karte hai.
Dosto aap jab bhi aapne mobile ko charge karo tab aap Airplane Mode ko hamesa on kare isse aapke sare network off rahega aur aapke mobile phone thik se charge hoga. Kyuki charge hoto समय network kafi kaam karta reheta hai jisse charge hone me time lag jata hai. Too dosto aap iss tips follow karke aapne mobile ko charge kare.
2. Mobile Ko Off Karke Charge Kare :
Aagar Possible hai to aap mobile ko chagre karte time Off karke rahe. Aagar aap mobile ko off karke charge karte hai to aapke mobile full time charge hoga baki kuch bhi kaam nahi karega. Iss tips ko ekbar follow karke dekhe sayed aapko faida hoga.
3. Mobile Data, Wifi, GPS, and Bluetooth Ko Off Karke Charge Kare :
Aap jaab bhi mobile ko charge kare hamesa phone ke Mobile Data, Wifi, GPS, and Bluetooth ko off karke charge kare. Kyuki jaab mobile charge hota hai tab baki kaam bhi mobile karta hai jisse charge hone me time lag jata hai.
Jaab aap mobile kharid te hoo tab aapko ek Charger milta hai, aap koisis kare hamesa usi charger se charge kare ka. kafi log hota hai jinka Original Charger kharab hojata hai aur wo market se koibhi duplicate charger ya data cable kharid lete hai ye bilkul galat hai. aap hamesa Original Charger se hi charge kare, isse aapke mobile charge bhi jada time jayega aur charge bhi fast hoga.
5. Phone Charging Hote समय Istemal Na Kare :
Jaab aap aapne mobile phone ko charge karte ho tab dekha jata hai kafi log usko istemal karta hai, phone karta hai. Dosto aap jaab phone charge karte ho tab bilkul usko use na kare.
6. Computer and Laptop Par Charge Mat Kare:
Kafi Mobile user yesa hai joo aapne mobile phone ko computer ya fir laptop se charge karta hai lekin ye galat hai, aap kabhi bhi aapne phone ko pc ya laptop par charge na kare.
Friends upar main kuch hi tips share kiya jisko follow karke sayed aap aapne mobile battery ko fast charge kar sakoge aur sath hi aapne battery ko safe bhi rakh paowge. Dosto battery ko fast charge karna hi sab kuch nehi hai aapko aapne battery ko thik bhi rakhna joruri hai isi liye aapko uapar ke tips ko follow karke aapne mobile ko charge karna chahiye.
Aajke liye itna hi aagar aapko post se thoda bhi madat milta hai too aap please post ko aapne dosto ke sath share kare, koibhi sawal maan me hoto niche comment karke bataye.
No comments:
Post a Comment