Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Friday, 18 August 2017

Pendrive & Memory Card Ke Deleted Files Recover Kiase Kare

Pendrive & Memory Card Ke Deleted Files Recover Kiase Kare

Computer hum log istemal karte hai Banking, Business, Education, Entertainment ke liye. aur hum log computer par bahut sari file save rakhte hai aur uss file ko pendrive ke dowara dusre computer par file, video, software etc transfer karte hai ya Memory Card ko use kar ke mobile par bhi file video transfer karte hai. Pendrive ek portable device hai iss liye pendrive ko kisi bhi jaga istemal kar sakte hai. Hum log pendrive ko use karke Bootable pendrive bana sakti hai jise aap aapne computer par windows asan se install kar sakte ho. Aagar aapke pendrive par koi bahuti jarurati file ho to aap aapne pendrive ko password ke protect kar sakti ho. Jobhi ho dosto agar aapke pendrive ya memory data card ke koibhi file delete hojati hai to aap ajke iss post ko follow karke uss deleted file ko asan tarike se Recovery kar sakte ho. Heading me hum log likha hai sirf pendrive ya SD card se kaise deleted file Recovery kare lekin aap cahoto aapke computer ki koibhi drive ke data iss tips ko follow karke Recovery kar sakte ho. Dosto chaliye dekhte hai ki kaise deleted files ko recovery karte hai.

Pendrive%2B%2526%2BMemory%2BCard%2BKe%2BDeleted%2BFiles%2BRecover%2BKiase%2BKare

Pendrive & Memory Card Ke Deleted Files Recover Kiase Kare ?
Niche main do tips share kiye, aap bahuti asan tarike se iss dono software ko use karke aapne file ko recovery kar sakte ho to chliye dekhte hai kon kon software use karke iss kam ko anjam de sakte hai.


Methods 1- EaseUS Data Recovery Wizard :


download-button


Step 1. Upar Download button par click karke software ko download kar lijiye
Step 2. Choti software hai download karne ke bad install kar lijiye.
Step 3. Aabhi Desktop se iss software ko open kare.
Step 4. Open karne ke bad aap video, files, audio, email jobhi recovery karna cahati ho usko select kare.

EaseUS%2BData%2BRecovery%2BWizard

Step 5. Aabhi aap aapne drive ko select kare agar aap pendrive ke data recovery karna cahati ho to apne pendrive ko USB par enter kare uske bad Scan button par click kare.

EaseUS%2BData%2BRecovery%2BWizard-min


Step 6. Aabhi dekhiye aapka sab file scan hoga uske bad deleted file show hoga usko select karke Recovery button par click kare.

EaseUS%2BData%2BRecovery%2BWizard-min-min


Hogaya abhi aap dusri tips ko dekhiye.


Methods 2Stellar Phoenix :


download-button

Step 1. Pehele upar se stellar phoenix software ko download kare.
Step 2. Aabhi software ko install karke open kare.
Step 3. Aagar aap drive recovery karna cahati ho to Data Recovery par click karke aapna drive select kare.

Stellar%2BPhoenix


Step 4. Abhi dekhiye ek page khule ga udhar se aap aapne drive ko ya pendrive ko select kare.

Stellar%2BPhoenix


Step 5. Drive ko select karke Delete recovery button par click kare wait kare kuch der me aapka delete file show hoga.

Stellar%2BPhoenix


Friends main ummid karta hu ki aapko is post se pata chal gaya hai ki computer ya laptop ke deleted files yefir kisi pendrive and SD card ke deleted files video, image ko recover kaise karte hai, aagar aapko ye post accha laga hai helpful laga hai to please post ko share kare.

No comments:

Post a Comment