Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Thursday, 24 August 2017

Android Mobile App Kaise Banaye Without Coding In Hindi

Android Mobile App Kaise Banaye Without Coding In Hindi
Hello, Friends aagar aap kw ek blog site ya website hai to aap ke site ke liye ek Android app hona bahuti jaruri hai. Aur aaj me aap logo ke sath share karunga ki kaise aap bahuti asan tarike se ek free Android app banawoge aapke blog ya website ke liye. In dino Android OS bahuti popular hai kise ke pass computer ho ya na ho ek Android mobile jarur hota hai. Aur aagar aapke website ke ek app hota hai to visitor uss app ko Download karga or apke blog ko kabhi bhi aram se visit kar sakega. Apps banana bahuti muskil kam hai Android app banane ke liye coding janna padta hai lekin aaj main aap logo ko dikhunga ki kaise aap koibhi coding na jankar bhi aram se aapne site ke liye ek free mobile app banawoge. Free app banane ke liye aaj hum log jiss site ki madat lenge uska naam hai Appsgeyser. Iss site ko istemal karke aap bahuti asani se ek free app bana sakte ho iss ke liye koibhi paisa ki jarurat nahi hoga. Dosto to chaliye dekhte hai kaise banate hai ek free mobile app.
Website%2BKe%2BLiye%2BAndroid%2BMobile%2BApp%2BKaise%2BBanaye

Site Ke Liye Android Mobile App Kaise Banaye Uski Tarike?
Pahle aap iss site par visit kare - appsgeyser.com abhi aap iss site ke niche dekhiye ek button hai jiska naam hai "CREATE NOW!" uss par click kare.

CREATE%2BNOW%2521

Create now button par click karne ke bad dekhiye ek page khulega udhar aap ko bahut sari option milega jaise ki aap browser bana sakte ho, game, pages bana sakti ho lekin aap usme se sirf Website par click kare.

app%2Bkaise%2Bbanaye

Website button par click karne ke bad aap dekhiye or ek naya page khulega jiss option ke naam hai App Settings uss option se aap Website URL box par apne blog ya website ke URL add kare. Uske baad aap Click here to see preview par click karke check karle sab thik hai ya nehi uske bad NEXT button par click kare.

app%2Bkaise%2Bkare

Next button click karte he ek or naya page khulega uss se aap "APP NAME" option se aapne blog ya website ke naam likhiye uske bad NEXT button par click kare.

app%2Bkare

Upar next par click karne ke bad ek naya page khule ga udhar aap ko aapne site ke "DESCRIPTION" dena hoga dekhiye ek blank box hai udhar aap apne site ke kuch DESCRIPTION likhiye, uss ke bad NEXT button par click kare.

android%2Bapp%2Bkaise%2Bbanaye

Description dene ke bad dekhiye or ek naya page khulega udhar aapko apne site ke icon add karna hoga aap ko iss liye 512x512 size ke ek icon banana hoga or icon add karne ke liye aapko Custom icon button ko select karke add karna hoga uske bad upload button par click karke icon ko Computer se select karna hoga, uske bad NEXT button par click karna hoga.


app%2Bkaise%2Bbanaye%2Bblog%2Bke%2Bliye

Agar aap icon add nehi karna cahati ho to fir aap Default icon select karke Next kare. Next button par click karne ke baad CREATE APP button par click kare, abhi agar aap ke iss site par account karna hoga iss liye Email or password add karke aapna ek account karle ya fir aap facebook Connect button par click karke bhi Login kar sakte hai.

app%2Bbanaye
Aabhi aap dekhiye ek page khulega udhar aap ko bohut sari option milega aap caheto aapke iss aap ko google play par add kar sakte hai, Amazon par bhi add kar sate hai, agar aap aapne app ko download karna cahati ho to Download button par click kare.


app%2Bmake

Aagar upar ki tips samajne me koi bhi dik kat ho to aap logo ke liye ek video banaya hai uss video ko follow kare dekhiye bohuti easy hai. Video dekhne ke liye niche dekhiye.


Dosto hogaya aapke Blog site ya Website ke liye android mobile app banana, aabhi aapne aapko download karke aapne mobile par install karke check karle dekhiye thik tarike se kam kar raha hai ya nehi.
Ho gaya aapka kam aagar post me koibhi problem hoto niche comment kare or aagar post accha laga ho to dosto ke sath facebook, twitter, google+ par jorur share kare.

Post Aagar Accha Laga hai To Please Share Kare.....                                       

No comments:

Post a Comment