Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Thursday, 31 August 2017

Instagram Account Ko Permanently Delete Kaise Kare

Instagram Account Ko Permanently Delete Kaise Kare

How to Delete Account Instagram Permanently? Instagram account ko delete kaise kare, Hello dosto aajke is post me main aap logo ke sath share karne jaraha hu ki aap kaise aapne instagram account ko hamesa ke liye delete karoge. Instagram kya hai aur account kaise banate hai! aagar aapko nahi pata to aap is post ko dekh sakte ho. Instagram aabhi world ke sabse popular hai, iske under jada tar log aapna photo and video upload karte hai, aabhi kar koi ladka ya ladki instagram use karte hai. Aagar aapka bhi Instagram par account hai aur nahi chahate is account ko chalana to aap bahuti easy tarike se aapna account ko delete kar sakte ho. Instagram aapko do opiton dega account ko delete karne ke liye ek temporarily aur dusra permanently yani ki aap aapna account ko kuch din ke liye delete kar sakte ho ya phir aap hamesa ke liye bhi remove kar sakte ho. aajke is post me main aap logo ke sath dono method share kiya hai aapko jis traha delete karna hai aap us step ko follow karke account ko delete kare.
instagram-account-delete-kaise-kare

Instagram Account Ko Hamesa Ke Liye Delete Kaise Kare ?
Friends main pahle hi bata diya hai ki aap dono traha aapna account ko delete kar sakoge isi liye main dono method share kiya aapko jis trha delete karni hai aapna account aap usi method ko follow kare. 
Method 1. Delete Account Temporarily :

Aagar aap chahate hai account ko kuch din ke liye delete karoge to aapko temporarily option se delete karna hoga, aur ek bat account remove karne ke liye aapko Computer use karna hoga ya phir mobile browser jaise ke Google chrome. to chaliye suru karte hai. 

Step 1. Pahle aap aapne mobile par Google chrome browser ko open kare uske bad instagram.com par visit kare aur aapna instagram account ko login kare.
Step 2. Login karne ke bad Profile icon par click kare uske bad "Edit Profile" opiton par click kare.
instagram-account-delete-kaise-kare
Step 3. Aabhi aap page ke ek dam niche jakar "Temporarily disable my account" par click kare.
instagram-account-delete-kaise-kare
Step 4. Aabhi aapke samne aur ek opiton ayega, aap is opiton se "Why are you disabling your account" par koi bhi ek opiton select kare main select kiya hai "Created a second account" aap bhi isko select kar sakte ho ya aap koi dusra opiton bhi select kar sakte ho, uske bad niche apko aapna instagram password dal na hoga uske bad niche se "Temporarily Disable Account" par click karna hoga.
instagram-account-delete-kaise-kare-in-hindi
Aapka account delete ho jayega kuch din ke liye, aagar aap upar ke method follow karke account delete karte ho to aap phir kabhi aapne account ko recovery kar sakoge.

Method 2. Permanently Delete Kaise Kare ?
Aagar aap chahate hai aapna account ko hamesa ke liye delete kar doge to aap niche ki step ko thik se follow kare, aur iske liye bhi aapko mobile browser use karna hoga, aap google chrome use kare. 

Step 1. Pahle aap niche jo link hai uspar click kare, uske bad ek page open hoga aap just account ko login kare. 

Step 2. Aa aap usi page par "Why are you deleting your account?" is opiton se "Created a second account" ko select kare, uske bad aapna Password ko dale uske bad niche "Permanently Delete My Account" par click kare.

instagram-account-delete-kaise-kare

Aapka instagram account delete ho jayega ek dam Permanently, aagar aapko aajke ye post helpful laga hai to niche comment karke bataye, aagar aapko koi bhi sawal karni hai tobhi aap comment kare, post ko aapne dosto ke sath share jarur kare, aajke liye itna hi thanks.

No comments:

Post a Comment