Chitika ek advertising site hai jo google adsense ki tarah hi work karti hai ye ek ppc(Pay Per Click)site hai,agar ap new blogger hai aur apka adsense abhi approve nahi hua hai to ap chitika ads networks ke ads apne blog me lagake online paise kama sakte ho,is post me apko chitika se online paise kaise kamaye iske bare me batata hu
Chitika ek PPC(Pay Per Click) advertising site hai jo hume uske ads hamare blog me dikhaneke paise deti hai,jab ham hamare blog me chitika ke ads lagate hai aur koi visitors us ads par click karta hai tab hume chitika uske paise deta hai
Chitika kya hai?
Chitika ek PPC(Pay Per Click) advertising site hai jo hume uske ads hamare blog me dikhaneke paise deti hai,jab ham hamare blog me chitika ke ads lagate hai aur koi visitors us ads par click karta hai tab hume chitika uske paise deta hai
Chitika ke ads blog me kaise lagate hai?
Create Account
2)Ab ek new page open hoga isme apni email id enter kare aur GO ke option me click kare
3)GO ke option me click karne ke bad apko email Id par chitika ka mail ayega usme Complete My Application option me click kare
Ab ap wapas chitika ki web me pahuch jaoge aur ek aysa page open hoga isme apko ye details bharani hai
1)Name:apna first aur last name type kare
1)Name:apna first aur last name type kare
2)Username:apna username type kare
3)URL:Apni site ya blog ka URL type kare
4)Password:minimum 8 character ka password type kare
5)Confirm Password:apna password phir se enter kare
6)Country:apni country select kare
7)Last me Submit button par click kar de
Ab apka chitika me account ban gaya hai aur apko 1-2 din wait karna hai jab apka account chitika review karke approved kar dega tab apko chitika ek code apko dega wo code apko apne blog me lagana hai aur code lagane ke bad chitika ki ads apke blog ya website me show honi suru ho jayegi aur koi user's us par click karega tab us click ke paise apko milage.
No comments:
Post a Comment