Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Wednesday, 30 August 2017

Mobile Ko Face Se Control Kaise Kare - Awesome App

Mobile Ko Face Se Control Kaise Kare - Awesome App



Android mobile phone ko khudke face se control kaise kare aaj ham aapke sath usi bareme bat karenge. Dosto aagar aapke ek android mobile hai to aap uss phone ko aapne khud ke face se control kar sakte ho, aur ye kaam aap kisibhi android mobile par kar sakoge. Face se control karna yeni ki aapko mobile par hat bhi nahi lagana pade ga lekin aap aapne mobile ko asani se use kar sakoge aapne face se.
Dosto sache me ye bohuti interesting app hai, iss app ka naam hai "EVA Facial Mouse". iss app ka sabse accha bat hai isko use karne ke bad aapko aapne mobile screen par hat nahi laga na padega sab kuch auto aapke face ke madad se hi hoga. Aap iske madad se mobile camera, settings, koibhi appko use kar sakoge. To dosto chaliye dekhte hai kaise use karte hai iss app ko.

mobile-ko-face-se-control-kaise-kare

Android Phone Ko Face Se Control Kaise Kare ? 

Step 1. Pehle aapko EVA Facial Mouse ko google play par jakar install karna hoga uske bad uske bad just open karna hoga.

Step 2. Install karne ke bad open kare, open karte hi aapke mobile screen par niche ki traha ek option ayega, iske matlab aapko Settings → Accessibility → EVA Faceial Mouse par jana hoga.

mobile-ko-face-se-kaise-control-kare

Step 2. Settings se Accessibility par jane kebad aap "EVA Facial Mouse" option ko On Kare. On karne kebad ek box khule ga usme se aap Ok par click kare.


eva-mouse-android


Step 3. Upar EVA Facial Mouse ko on karne ke bad aapke samne aur ek option ayega iss option par aapko just "Next" Par click karna hoga.


eva-mouse


Step 4. Aabhi aapke mobile font camera on ho jayega aur aapke face ko detect karega 1-2 sec wait karna hoga face detected karne ke bad aapko just "Next" karna hoga 5-7 bar next karna hoga uske bad aapke screen par ek mouse icon show hoga aur kaam karna start ho jayega.

eva-mouse-android

Dosto aab aapko kuch nahi karna hoga mobile ko chalane ke liye just aapna face ko ghumaya aapke mobile screen kaam karega, pehle thoda aapko problem hoga isko use karne me but kuch din use karne ke bad thik hoyega.

Aagar aapko iss post se thoda bhi madad milta hai too post ko aapne dosto ke sath share kare, koibhi sawal hai to niche comment kare, aajke liye itna hi.

No comments:

Post a Comment