Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Saturday, 26 August 2017

Mobile Se Youtube Video Dekhne Ke Sath Dusra Kaam Bhi Kare

Mobile Se Youtube Video Dekhne Ke Sath Dusra Kaam Bhi Kare

Youtube new tricks, youtube video player! hello friends aajke is post me main aap logo ke sath youtube ke bahuti majedar ek app share karunga, aap ka nam hai floating youtube app. aagar aap android mobile se youtube video, movies, songs dekhna pasand karte hai to aajke is post ko follow karne se aapko bahut fayda hoga. Aajb aap youtube app se koi video dekhte ho to aap aapne mobile par aur koi dusra kam nahi kar pate, kyuki youtube app se video dekhna hai to aapko sirf youtube video hi dekhna hoga aap aapne mobile par aur koi bhi kam nahi kar pawoge, lekin aajke is post ko follow karke aap youtube video ko dekhne ke sath sath koibhi kam kar sakoge, jaise aagar aap youtube video ke sath sath facebook, whatsapp message karna chahate ho to aap kar sakoge koibhi kam aap kar sakoge. ye jo tips hai isko picture in picture feature bolte hai ya youtube floating feature bhi kaha jata hai. to chaliye dekhte hai is app ko use kaise karte hai.

youtube-floating-app

Youtube Floating App Kaise Use Kare ?

Step 1. Pahle aap Google play se Youtube Floating app ko aapne mobile par install kare, niche link de diya hai usi ko install kare.

Step 2. Install karne ke bad aap aapp ko open kare, open karne ke bad aap koibhi ek video ko play kare.
Step 3. Video ko play karne ke bad aap aapne app ko close kare ya exit kare, app ko close karne ke bad bhi dekhiye video play hota rahega. aabhi aap youtube play hone ke sath sath koibhi kam kar sakoge, jaise facebook, whatsapp koibhi kam.

youtube-tips-hindi

Friends aap upar jo photo hai usko dkehiye aapko samaj a jayega, aap isi traha kisi bhi youtube video ko dekhne ke sath sath mobile par kisi bhi dusre kam ko kar sakte ho. Main ummid karta hu ki aapko ye post helpful laga hai aagar aapko ye post accha laga hai to please post ko share kare.

No comments:

Post a Comment