Android Mobile Par Video Editing Kaise Kare
Video edit har koi karna chahata hai, Lekin acchi traha se video edit karne ke liye computer ki jarurat hoti hai, aagar aapke computer nahi hai to bhi aap aapke aapne photo ki video bana sakte hai koibhi video ko edit kar sakte hai aapke aapne android mobile se. Android mobile abhi bahut popular ho chuka hai aur lagbhag computer ki sare kam aabhi android mobile se hi ho jata hai. Aaj me jis Video editing app ke barame bataunga wo bahuti badiya aur popular ek video edit app hai. Isko istemal karna bhi bahut easy hai sirf mobile par install karke edit karna hai. App ka naam hai "VivaVideo" ya aapko google play par free me milega
Android Mobile Par Video Editing Kaise Kare ?
Phele aapke mobile par "VivaVideo" app ko install kare, install karne ke liye niche ki link par click kare.
Install karne ke bad aap app ko open kare open karke dekhe aapko kuch option milega, usme se aap "Edit" par click karke kisi bhi video ke edit kar sakoge or "Slideshow" button par click karke aapne aapne photo se video bana sakoge uspar Text effect bhi add kar sakoge.
Upar ki koibhi option par click karke aap aapne mobile se photos ya video select kare uske bad aapne hisab se usko edit kare, edit karna bohuti easy hai.
Dekhe aap us video par music, theme effect etc de sakoge, ya bohut easy ek software hai aap ekbar edit karne ke bad isko asani se samj jawge.
Dosto agar aapko ya post accha laga ho to jorur comment kare post ko aapne dosto ke sath share kare.
No comments:
Post a Comment