Youtube Ka Latest Update & Tricks In Hindi
Youtube tips and tricks in hindi, Aagar aap youtube dekhna pasand karte hai to aajke ye post aapka bahut kam ha ho skata hai. Youtube aabhi kitna popular hai ye to ham sabhi ko pata hai. Google se bad aagar koi search engine hai to wo hai youtube. JIO ane ke bad india me bhi youtube dekhna na % bahut bad gaya hai. Youtube kya hai! dosto main ummid karta hu ki aapko is sawal ka jawab pahle se pata hai, but phir bhi main bata deta hu ki youtube ek video based social site hai. aabhi aagar aapko internet me koi video upload karni ho to youtube aapke liye best hai. Youtube par video upload kaise kare is post ko dekh par aap aapne khudke video youtube par dal sakte ho. Jobhi ho youtube aabhi itna popuar ho chuka hai ki isme hamesa kuch na kuch new update ate rahete hai aur aaj main aisa hi kuch youtubr ke best new update and tricks ke ware me aap logo ke sath share karunga.
1s Update : Change Logo -
Youtube Ka Latest Update & Tricks
Jo log mobile app se youtube dekhna pasand karte hai wo aapne Youtube app ko pahle google play par jakar update kare, kyuki new updates pane ke liye app ko update karna jaruri hai. aur jo log computer ya laptop se youtube video dekhte hai usko kuch bhi nahi karna hoga.
Aagar aap kuch dino se youtube visit nahi kiya to aap aabhi youtube visit kare aur dekhiye youtube ka jo old logo tha wo aabhi change ho chuka hai aur uske badle ek new simple logo aya hai. new logo mujhe to badiya laga aapko kaisa laga comment karke jarur batana.
2nd Update : Add Playback Speed Features -
Aagar aap kisi youtube video ko Fast or Slow Motion karke dekhna chahate ho to aabhi youtube ke under ya mumkin hai, iske liye kuch bhi nahi karna hoga, jis video ko slow motion ya fast karne dekhna chahate ho us video ke upar right side se 3 dot par click kare, uske bad "Playback Speed" par click kare, uske bad aapke video Normal show hoga aagar aap speed karna chahate ho to 1.25, .1.5, 2 aur aagar aap video ko slow motion karna chahate ho to aapko 0.75, 0.5, 0.25 koibhi choose karke video ko slow karke dekh sakte ho.
3rd Update : Change Youtube Theme -
Ye jo update hai wo aapko sirf computer verison me hi dikhne ko milega, aagar aap laptop ya computer se youtube video dekhte ho to aap aapne youtube ka background theke ko change karke dark theke use kar sakte ho.
Step 1. iske liye aapko pahle youtube par login karna hoga uske bad aap Profile icon par click karke "Dark Theme" opiton par click karna hoga.
Step 2. Aabhi aap "ACTIVATE DARK THEME" ko on kare.
Step 3. Aabhi aap aapne youtube ko dekhiye full Dark ho jayega, isi aapko bahut fayda hoga aagar aap long time youtube use karte ho to aap is dark theme ko use karke video dekhna taki aapke akho ko koi problem nahi hoga.
Friends Youtube ke under yahi kuch new update aya hai, jo aapko Mobile app and computer browser dono me mil jayega, aagar aapko lagta hai ye jankari aapko accha laga hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, koibhi ssawal aagar karna ho to niche comment box par kare, aajke liye itna hi thanks.
Post Accha Laga hai To Please Like, Share Kare...
No comments:
Post a Comment