Vodafone, Airtel Unlimited Calling Plan & 4G Data Kaise Kaise Active Kare
Hello, Friends aajke iss post me ham bate karenge ki india ke most popular mobile network Vodafone, Airtel and Idea Ke Jo naya Unlimited Calling Plan and data aya hai wo kaise aapne phone me active kare. Dosto aap to jante ho ki kuch din pehle JIO na india me dhoom macha diya tha abhi bhi logo ke mobile par jio active hai kyuki jio ka jo happy new offer hai wo abhi tha hai. Lekin jio ka jo problem hai wo hai usskam network problem kyu ki abhi india me bohut sare jaga me jio network thik tarike se kaam nahi karta aur jio ka jo new offer hai wo perday just 1GB Data de raha hai jo 4g hai but speed bohuti kaam hai. App jiss jaga ho uss jaga agar jo network accha hai to sayed aapke speed thik hai but kafi jagao me speed thik nahi hai. Jobhi ho firbhi jio ek dom free me unlimited call and data de raha hai. Lekin Vodafone, airtel idea, bsnl aur bhi bohut sare mobile network company new new plan lekar araha hai aur aaj main aap logo ke sath wo hi share karunga kon kon company konsa plan lekar ayahai wo usko kaise active kar sakte hai to chaliye dekhte hai.
Kaise Active Kare Vodafone, Airtel, Idea Unlimited Calling Plan ?
Dosto aagar aap vodafone user ho to aapko ek bohuti accha fyda mil sakta hai aur wo hai aapko Double data offer milega, niche main step by step sabhi network ke new offer plan and active tips de diya hai aap just check kare aur jo aapko accha lagta hai aap active kare.
1 Vodafone Unlimited Calling Plan and 1GB Data+ 1GB :
Vodafone ne ek naya plan lekar aya hai jis me aapko Double data offer milega jaise ki aagar aapko 255 RS se 1 gb ke liye recharge karte ho aur ye data 28 din ke under khatam hojata hai aur aap firse usi 28 din ke under firse recharge karte ho to aapko firse 2GB Internet data milega.
Offer Ko Active Kaise Kare :
1. Pehle aap "My Vodafone App" ko download kare.
2. Aab aapne mobile ko verify kare OTP se.
3. App ke under jakar 4g plan me jakar more than 255 plan ko select kare.
4. Same date me aagar aap firs aapne Vodafone ko recharge karte ho to aapko 2gb extra milega.
Exam: For e.g- Recharge Rs 255 & Get 2GB 4G data for 28 days in place of 1GB.
Vodafone Unlimited Free Calling Plan and Price :
Vodafone se free calling dene ka announced jiska plan kuch niche ki traha hoga...
Plan & Price: Rs 144 to Rs 149 (Vodafone to Vodafone Unlimited Local + STD Calls + 300MB 4G Data - 28 days)
Plan & Price: Rs 344 to Rs 349 (Vodafone to All Unlimited Local + STD Calls + 1GB 4G Data - 28 days)
2.Airtel Unlimited Calling New Offer :
Dosto vodafone ke sath sath airtel ne bhi ek naya offer plan lekar aya hai aagar ap airtel user ho to aapke liye yebhi fayde man ho sakta hai to chaliye dekh lete hai airtel ne ky naya plan lekar aya hai.
Plan & Price: Rs 145 to Rs 146 (Airtel to Airtel Unlimited Local + STD Calls + 300MB 4G Data - 28 days)
Plan & Price: Rs 345 to Rs 346 (Airtel to All Unlimited Local + STD Calls + 1GB 4G Data 28 days)
Kaise Active Kare iss offer ko :
1. Download "My Airtel App"
2. Aapne no ko OTP se verify kare.
3. Abhi aapna plan choose kare.
4. Recharge kare aur enjoy kare new plan.
3.Idea Unlimited Calling Plan :
Dosto vodafone, airtel ke sath sath Idea ne bhi ek naya offer plan lekar aya hai jisme aapko 148 Rs me Idea to Idea Unlimited Local + STD Calls + 300MB 4G Data milega, aur 348 me Idea to All Unlimited Local + STD Calls + 1GB 4G Data ye dono 28 days ke liye hai.
Plan & Price: Rs 148 (Idea to Idea Unlimited Local + STD Calls + 300MB 4G Data - 28 days)
Plan & Price: Rs 348 (Idea to All Unlimited Local + STD Calls + 1GB 4G Data - 28 days)
Kaise Active Kare Iss Plan Ko :
1. Pehle aap "My Idea App" ko download kare.
2. Ab aap aapne phone no. ko OTP se verify kare.
3. aapna plan choose kare aur recharge kare.
To dosto aajke liye itna hi aagar iss offer ke limit khatam ho jata hai to please comment karke bataye hum update kardunga aagar koi or new offer aya to, aur iss post me mera koi galti huya to wobhi bata na kyuki ye sare plan ke bareme internet se pata chala isi liye aap logo ke sath hindi me share kiya.
aagar post se madad milta hai to post ko share kare.
No comments:
Post a Comment