Top Best Android Mobile Phones 9000-14000 Rs Ke Under
Dosto agar aap aapne liye ek badiya Android kharid na chahate ho to aajke ya post sirf aapke liye kuike aaj me aap logo ke sath kuch badiya mobile ke review karunga jis se aapko pata chahale ga kon se mobile aapke liye behetar hai or konsi mobile aapko kharid na chaheye. Market me abhi har roj naya naya mobile release hoti hai or logo ko bohut muskil hoti hai konsi mobile unke liye thik hai konsi mobile ke camara acche hai battery backup badiya hai etc. Agar aap aapne liye ek mobile kharid na chahate ho 9000 se 14000 ke under to niche ke mobile ko dekh sakte ho mene khub behetarin mobile share kiya sayed aapko isme se ek mobile pasand hoga, or mene chahungi ke aap niche se buy button par click karke mobile kharidiye isse aapko kuch offer milega mene amazon ke link share kiye hai. Jobhi ho chaliye dekhte hai aajke is list par kon kon si mobile hai.
Best Android Mobile 9000-14000 Ke Under :
Niche mene ek ek karke sabhi mobile ke specification kiya hai mujhe lagta hai aapko samaj me ayega, to dosto chaliye ek ek karke sabi mobile phone ke Hindi me review dekhte hai.
Pehele me jo mobile ke bareme batane jaraha hu is ka naam Lenovo Z2 Plus aapko patha he hoga ki abhi lenovo bohut badiya brand hai, Is mobile ka price bhi badiya hai 14,999 Rs. Is mobile phone par Android 6.0, Marshmallow install hai, memory bohuti badiya hai 4gb or Rom 32 gb and 64 gb milega, 5.0"" inc display, Camera 13 MP, Font Camera 8 MP, 4g Network bhi hai, Processor - Snapdragon 820 Quad-core (2×2.15GHz Kryo & 2×1.6GHz Kryo) hai joki aapke liye bohuti badiya hai. Mobile ke sab kuch badiya hai ya ekdom slim hai, Agar aap ya mobile phone ko kharid na chahate ho to niche se kharid sakhte ho.
Apko to syaed pata hoga ke mobile ko jisne pehlea banayatha uska na motorola hai, or motorola ne ek naya mobile released kiya hai ka naam Moto G4 . Mobile ke price ke hisab se ya bohuti badiya mobile hai, Moto G4 ka dam hai 12,499 RS 16 Gb ka aur 1399 rs hai 32 Gb 3gb ram, mobile pe aapko milega 16MP Camera, 2-3 gb memory, 5.5"" inch display, Secondary hai 5 MP, isme 3000 mAh battery hai. agar aap ya mobile kharid na chahate ho to niche se kharid sakte ho.
3. Xiaomi Redmi Note 4 :
Xiaomi Redmi Note 4 bahuti badhiye ek mobile phone hai MI ke, aapko ye mobile 3 type me milega, 2gb and 32Gb, 3GB 64Gb aur ek 4GB 64GB, dosto is mobile ka sab kuch mujhe accha laga hai main khud isko kradi hu. isme aapko Android 6.0 milega, 13 MP Camera, 5.5 inch screen, RAM 2GB/3GB/4GB sabhi milega, Battery 4,100mAh, non removable, 4G support karega sath hi JIO bhi support karega. iska price bahuti accha hai, aagar aapko 4GB Ram aur 64GB leni hai to aapko 12,999 rs lega.
ye ek naya barnd hai aur mujhe lagta hai ye bhi kafi accha mobile banata hai, dosto aagar aapko kuch naya chahiye to aap is mobile phone ko le sakte ho. isme aapko milega, Android 6.0, Display 5.5 inch, Storage space 32GB/64GB, RAM 3GB/4GB, Camera 12MP+2MP yani ki aapko pichle hisse me 2 camera milega, Secondary camera 8MP, Battery 3340mAh, non-removable, Dual SIM, 4G
5. Moto E4 Plus :
Hali me motorola ne ek new phone release kiya hai jiska name hai "Moto E4 Plus" ye bahuti badiya aur ek budget phone hai. is phone ka price hai 9,999 lagbhag 10,000 Rs, ye phone aapko flipkart me mil jayega. Aabhi bat karte hai iska specifications, aapko is phone ke under milega bahut sare features sabse acchi baat hai aapko is phone me milega 5000mh ka battery jo sach me bahuti badi bat hai. Is phone ka display size hai 5.5 inch, aapko Camera milega Primary Camera - 13 MP aur font par milega - 5 MP , is phone par aapko Internal Storage 32 GB aur RAM aapko 3 GB milega. Primary camera me aapko Auto focus bhi milega, aapko Front and Rear dono camera me Flash bhi milega, is phone me aapko Android Nougat 7.1.1 milega, Aaur bhi bahut kuch hai niche aap Buy button par click karke check kare aagar kharid na ho to aap niche Flipkart se kharid bhi sakoge.

My Opinions :
Dosto upar main jitna phone ke review diya hai inme sabhi phone best hai, lekin aagar aap mere panasd konsa hai janna chahate hai to main bolunga aap "Redmi note 4" ya "Moto E4 Plus" ko kharide, kyuki ye dono phone 10,000 ke under best hai, Moto E4 Plus me aapko battery badiya milega sath hi camera bhi best hai Redmi note 4 ka battery 4100mh ka jo best hai main khud use karta hu battry backup bahuti badiya hai iska bhi camera badiya hai. Aagar aapko 10000 ke under phone kharid na ho to aap ye jo dono phone hai in me ek kharide best hai, baki aapke upar main review de diya hai aap thik kare konsa aapko lena hai.
No comments:
Post a Comment