Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Wednesday, 23 August 2017

Top 7 Whatsapp Tricks and Tips in Hindi

Top 7 Whatsapp Tricks and Tips in Hindi

HI FRIENDS Aaj main apke samne fir ek bar kuch important tricks and tips lekar hajir hua hun. Ap mein se kai log whatsapp to chalate hi honge aj me jo tricks aap ko bataunga wo whatspp se related hai. Kya aap jante hain ki whatsapp bahut hi popular social media platform hai ise Karib 700 million se jyada log use kar rhe hain. Chaliye main ab apko jyada bore na karte hue iski new and simple tricks batata hun. 
(Note: in tricks Ko use karne ke liye apke pas WhatsApp ka lastest version hona chahiye.)
Read also...
Khud Ko Whatsapp Se Unblock Kaise Kare
Mobile phones ka lock kaise tode/khole ?
Top 10 Best Android Hacking Tips Tricks In Hindi


WHATSAPP TRICKS AND TIPS IN HINDI

1. Whatsapp video calling:
Abhi kuch dino pahle Whatsapp ne ek naya feature launch kiya hai video calling agar apka whatapp newly updated ho ye feature Ap tabhi use kar sakte hain sakte hain. Iske liye apko sirf ye karna hai ki sabse pahle play store se whatsapp video calling ka app install Karen uske bad aap asani se video calling kar sakte hain.

2. Apne friend ka whatsapp hack Karen:

Agar aap apne friend ka whatsapp hack karna chahte hai to ye trick apke bahut kam ayegi.
Step 1: sabe pahe apne friend ka mobile us se len.
Step 2: ise apne laptop se connect kare.
Step 3: ab folder me whatsapp database me jaye.
Step 4: Yaha par 2 script likha hua hoga. msgstore-yyyy..dd..db.crypt and msgstore.db.crypt
“msgstore-YYYY-MM-DD.1.db.crypt” file ko rename karke “msgstore.db.crypt” kare. Agar file extension “.crypt5” ki tarah hai to prefix ko rename kare aur extension ko change nahi kare.
AB whatsapp app install kare yaha apko backup restore karne ke liye bolega apko backup restore karna hai ab apke phone us friend ke sare chat show hone lagenge.

3. Sare whatsapp chat ko email par kaise send kare:

Is trick se aap apne important chats ka backup bna kar apne email par store kar sakte hain.
Step 1: sabse pahle whatapp apen kare.
Step 2: uske bad kisi bhi contact par kuch der ke liye press kare.
Step 3: ek popup window khulega usme email converstoin option ayega us par click kare yaha se ap conversation ko apne email par send kar sakte hain.

4. Ek phone se do whatsapp kaise use kare:

Agar aap ek phone me do whatsapp use karna chahte hain to iske liye apko GB whatsapp download karna hoga. Ye bat aap ko chonka degi ki jo features GB whatsapp wo original whatapp me bhi nahi hai. Aap ise yhan se bhi download kar sakte hain.

GB WHATSAPP: DOWNLOAD

5. HOW to chat without unlock phone:

Is trick se ap bina phone ko unlock kiye bhi chat kar sakte hai. Apko sirf ye instruction follow karne hai.
Sabse pahle setting me jaiye uske bad notification par click kijiye.
Ab popup notification par click karna hai ab only when screen off ka option ayega is par click kijiye. Ab aap apna phone unlock kiye bina bhi chat kar payenge.

6. Whatsapp par blank message kaise bheje:


Sabse pahle apko noword app download karna hai use apne phone me install kariye kariye uske bad ye instructions follow kariye.
Step 1: noword ko apen kariye.
Step 2: iske bad apko ek send ka option show hoga uspar click kariye.
Step 3: ab apko do option dikhai denge facebook or whatsapp ka apko in dono me se jis par blank message bhejan hai use select kariye or kisi ko bhi blank message bhejiye.

7. Whatsapp Last seen kaise hide kare
sabse pahale apko settings> account> privacy> lastseen ke option par jana hai, yahan apko Everyone, My contacts, Nobody ke option milenge apko nobody select karna hai.
Iske bad apka lastseen timestamp puri tarah se hide ho jayega.
Friends apko hamari ye post kaisi lagi hame comment karke jarur bataye or is post ko jyada se jyada share Karen.

Hamari website ki latest updates pane ke liye aap hame email dwara subscribe kar sakte hai or hame Google par bhi follow kar sakte hai,

Thank you

No comments:

Post a Comment