Whatsapp duniya ka no.1 social media app hai,jyadatar online user apna time whatsapp me hi chatting karke bitate hai,aj ki koi bhi badi ghatna whatsapp me sabase pahle viral hoti hai aur puri duniya me fell jati hai,whatsapp apne features me badhotari kar raha hai is post me apko whatsapp me bold,italic aur strikethrough font ka use kaise karte hai iske bare me batata hu
Whatsapp ne apna new version 2.16.18 hal hi me update kiya hai usme whatsapp ne kai sare changes kiye hai isme se ek bahut bada badlav ye hai ki ap ab whatsapp me bold,italic aur strikethrough font me message type kar sakte ho,whatsapp me pahle ye font available nahi the to chaliye ab dekhte hai whatsapp me bold,italic aur strikethrough font me text type kaise karte hai
Whatsapp Message Me Bold Font Ka Use Kaise Kare
Whatsapp me bold font me message ya text type karne ke liye apko is tarah ka text type karna hoga * triks4hindi * jaise hi ap last star ka use karoge tab apka message apne ap triks4hindi bold font me ho jayega
No comments:
Post a Comment