Nokia 6 - First Nokia Android Phone, Price Kitna, Kya Kya Hai Isme ?
Friends, Nokia ne Launched kar diya hai uska latest and pehla Android mobile phone jiska naam hai Nokia 6. Sayed aapko pehle se hi pata cha gaya hoga lekin kya aapko pata hai iske indian price kitna hai, aur isme kya kya specifications, features hai aaj ham iss post me aap logo ke sath share karenge.
Dosto aap to jante hi ho ki nokia ko microsoft ne kharid liya tha aur kafi dino se nokia jo hai wo band ho gaya tha. Lekin dosto 2017 me nokia ne dhoom machake uska pehla phone nokia 6 ko Launched kar diya hai. Aur iss phone ke under aapko kafi acchi features bhi dekhneko milega, jaise ki iss mobile me 4Gb Ram hai, 64 gb Internal, Camera 16 MP aur font 8 MP, aur sabse acchi baat hai isme aapko Latest android version 7.0 Nougat jo abhi tab google pixel ke bina kisi bhi phone par nahi hai wo aapko mil jayega iss phone ke under. Lekin Problem hai nokia 6 jo mobile hai wo abhi sirf china me hi aapko milega aagar aap chahate ho iss mobile ko india me kharido ge too abhi aapko nahi milega, lekin ummid karte hai kuchi din me sayed ya phone india me bhi milna suru hojayega. Too dosto jobhi ho chaliye dekh lete hai iss mobile phone me kya kuch naya hai aur ye jab india me ayega tab iska price ktna hoga.
Read also...
Nokia 6 Price In India, Specifications, Features :
Niche main iss mobile phone ke sab kuch de diya hai aap step by step check kar lijiye, sayed aapko problem nahi hoga aur aapko sab kuch samaj a jayega.
Q | A |
---|---|
NETWORK | GSM / CDMA / HSPA / EVDO / LTE |
LAUNCH | 2017, January, but india me sayed iss saal ke kabhi bhi a sakta hai. |
BODY | 154 x 75.8 x 8.4 mm (6.06 x 2.98 x 0.33 in) 169 g (5.96 oz) Dual SIM (Nano-SIM, dual stand-by) |
DISPLAY | 5.5 inches, IPS LCD capacitive touchscreen, 16M colors and 1080 x 1920 pixels |
OS | Android 7.0 (Nougat) |
Chipset | Qualcomm MSM8937 Snapdragon 430 |
CPU | Octa-core 1.4 GHz Cortex-A53 |
GPU | Adreno 505 |
MEMORY | microSD, Internal -64 GB, up to 256 GB, , 4 GB RAM |
CAMERA | 16 MP, FONT - 8 MP, Video Record 1080p |
SOUND | Alert types: Vibration; MP3, WAV ringtones Loudspeaker: Yes, with stereo speakers 3.5mm jack: Yes |
COMMS | WLAN : Yes, Bluetooth : Yeas GPS : Yes, with A-GPS, GLONASS Radio : To be confirmed USB : microUSB v2.0, USB On-The-Go |
FEATURES | SensorS Fingerprint (front-mounted), accelerometer, gyro, proximity, compass Messaging : SMS(threaded view), MMS, Email, Push Mail, IM Browser : HTML5 JAVA : NO |
BATTERY | Non-removable Li-Ion 3000 mAh battery Stand-by : Up to 768 h (3G) Talk time : Up to 18 h (3G) Music : Up to 22 h |
Colors | Now Only Black |
Price | 1699 Yuan, India Price lagvag 16,000-17,000 RS ke under |
Price Rating | 6/10 |
Niche main ek video diya hai jisme aapko Nokia 6 ke fast look dekhno ko
milega, aapko iss video dekh sakte hai bilkul isi traha hoga new nokia
6
.
Friends upar main jitna ho chuka aap logo ko Nokia 6 ke bareme batane ki kowsis ki hai, aagar aapko ye review accha lata hai too please post aapne dosto ke sath share kare, koi sawal hai to niche comment kare.
No comments:
Post a Comment