Pages

Highlight Of Last Week

Search This Website

Tuesday, 29 August 2017

Android Mobile Phone Root Kaise Kare In Hindi

Android Mobile Phone Root Kaise Kare In Hindi

Android Smartphone aap agar use kar rahe ho to aap jarur jante ho ke Root kya hai or iss ka kam kya hai. Agar aap new android user ho to aap nehi janti ho ye Root kya hota hai. Sidha Root ke matlab phone ke OS ke jad (जड़) tak pahuchna hai aur usme manchahe badlaw karna. Aap iss root system se apni mobile phone ko apne maan pasand tarike se Interface , Locking System , Pre-Installed App ko apne hisab se change kar skte hai. Jobhi ho dosto aaj me aplogo ke sath share karunga ki android mobile phone ko root kaise karte hai wo bhi bohut easy tarike se. to chaliye suru karte hai.
Android-Smartphone-Phone-Root-Kaise-Kare

          Mobile Phone Root Karne Se Apke Nuksan ? 

Ap agar apni phone ko root karti ho to apko apni mobile me jo Warranty tha o apko nehi milega. or Aapko phone root karte samay sabhi instruction ko follow krna hota hai nahi toh aapka phone dabba ho jayega. or apne mobile per apko company dwara koi bhi latest version update nahi milegi.


Android Mobile Phone Root Kaise Kare ?

Dono tarika se dikhaya gyahai kai se computer istemal kar ke root karte hai or kai se mobile se root karte hai. to caliye suru kiya jai.
Tarika : 1
Pehele ap KingoRoot ko download kar lijiya unke apni site se.

Apni mobile se iss ko install kora install karne ke liya Unknown Source system ko calu kar lijiya.

Ab KingRoot app ko apne mobile se open kijiya uske bad One Click Root button per click kijiya.

Thoda time dijiya coz kingroot apka mobile ko check karega apke mobile per root support kare ga ya nehi kare ga ya apko jankari dega. agar support karti hai to koi bath nehi kuchi der bad apko Success dikhaya ga ager apka mobile root support nehi karti hai to apko Unsuccess dikhaiga.


How-to-Root-your-Android-mobile
Tarika : 2 Computer Se Root Kaise Kare : 
 Agar apke khud computer hai to me apko computer se root karne ke salah dungi. agar ap apni pc or computer se root karti hai to apka mobile ka khuch nehi hoga. to caliye dekhte hai kai se computer se android mobile ko root karte hai.

www.kingoapp.com se ap software ko download kar lijiye.


root-android-mobile


1. Upar se softwar ko download kar ke install kar ke usko open kijiye.

2.Phone ko connect krne se phle Settings me Jaakar USB Debugging ko On kr de. USB debugging ka option aapko developer Options me milega.

3. Ab USB ke sath Phone ko connect kijiye.

4. apna mobile ko pc ke sath connect karne bad auto ek driver install hoga iss liye apke computer per internet hona joruri hai.

5. Driver auto install sampurno hone ke bad USB ko mobile disconnect korke phir se connect karna pare ga.

6. Abhi Root button per click korna hoga uske bad 2 or 3 minit wait kar ne ke bad apka root sampurno hoga

root-button-par-click-karke-root-kare
7. Jaise hi Rooting Process khatam hoga. Wha par finish likh kar aa jayega Iss tarah se aapka phone root ho jayega.


Dosto apke mobile root hogya. agar upar ke koi vi step problem hoti hai to ap jorur comment kijiye ham jurur apka help karenge.

Note : Dosto Phone ko root karte samay phone me koi bhi problem aane par MyHindiTricks or Meri Koi Jimmedari nahi hai. ap apni Jimmedari per root kijiye.

Aagar aapko ye post accha lagta hai to post ko jarur aapne dosto ke sath share kare, aagar kuch sawal puch na ho to niche comment box par puche.

No comments:

Post a Comment