ne paisa kamana chahte hai to youtube ek badiya way hai online paise kamane ka,youtube ko google ne hi develop kiya hai aur isme world ke kai sare log videos upload karke monthly lakho rupaye kama rahe hai
Youtube se paisa kamana bahut hi asan hai iske liye apko sirf youtube me ek channel create karna hai aur is channel me video upload karne hai,youtube se paise kaise kamate hai iski sari jankari aj me apko is post me dunga,bus ap is post ko dyan se read kijiye
Youtube se paise kamane ke liye apko hardwork karne ki jarurat nahi hai isme apko apna account banana hai aur isme 3-4 high quality videos upload karne hai phir us videos ko social site me share karna hai aur apki channel ke 500 views ho jaye tab is videos ko monitize karke google adsense se connect karna hai iske bad apka youtube adsense approve ho jayega tab ap youtube se lakho rupaye kama sakte ho,To chaliye ab dekhte hai youtube me account create karke online paise kaise kamate hai
Youtube Se Online Paise Kaise Kamate Hai
Youtube se paise kaise kamane ke liye apko below step follow karne padege
1)Sabse pahle ap youtube.com ki site open kare aur usme apni Gmail Id se loginkijiye(Note:YouTube me apko alag se channel banane ki jarurat nahi hai apne jis Id selogin kiya hai wo bhi ek channel hi hai)
2)Channel create karne ke bad usme apko 3-4 videos upload karne hai,videos jitne high quality ke aur long hoge to apka adsense account jald approve bhi ho jayega aur high quality videos karan apki earning bhi jyada hogi
3)Youtube me videos upload karne ke bad ab is videos ko monitize karke adsense account se connect karna hai
To chaliye dosto ab dekhte hai ki youtube videos ko monetize kaise karte hai
Step-1
1)Youtube ki site open karke isme apni email Id se log in kare
1)Youtube logo ke pas jo icon hai us par click kare
2)Uske bad menu open hoge usme My Channel >Video Manager ke option me click kare
Video manager ke option me click karte hi ek new page open hoga usme videos ke samne $ka option show nahi hota hoga iska matlab hai apka video abhi monetize nahi huahai(Note:Yaha mera adsense account approved hai isliye $ ka icon show ho raha hai)
Videos monetize option ko enable karne ke liye phir se ap Channel ke option me click kare aur niche options open hoge usme Monetization option me click karke samne disable ka option show hoga use Enable kare
Step-4
Ab new page open hoga usme Enable my Account ke option me click kare
Step-5
Ab youtube policy ka page open hoga
1)Youtube policy ko achi tarah se padhkar tino(3) options me tick karde
2)Last me I,Accept ke option me click kar de
Step-6
Ab new page open hoga usme monetize ke option me click kare aur phir last me Go It ke option me click kar de
Go it option me click karte hi ap wapas video manager ke pahuch jaoge aur samne $ option a gaya hoga iska matlab hai apka youtube account monitize ho gaya hai lekin isse apke videos me ads show hogi lekin earning nahi hogi earning start karne ke liye apko youtube account google adsense account se connect karna padega
Youtube Account Ko Adsense Account Se Connect Kaise Karte Hai
Video monetization karne se adsense me apka hosted account ban gaya hoga iske liye apko new adsense account create karne ki jarurat nahi hai apko sirf youtube channel ko is hosted adsense account se connect karna hai aur connect karte hi apki youtube se earning start ho jayegi hosted adsense account se sirf youtube channel se hi earning hoti hai agar apka koi blog hai to blog me ads dikhane ke liye is hosted adsense account ko non hosted account me badlna padega
Step-1
2)monetization ke option me click karte hi samne "View Monetization Setting" option hoga us par click kare
Step-2
Ab new page open hoga,
1)How will be paid?ke option me click kare
3)Last me Next ke option me click kar de
Step-3
1)Apni language select kare
2)Phir Continue ke option me click kar de
Step-4(Important Page)
Ab new page open hoga isme apko apni sari jankari sahi se bharani hai kyuki jab apki adsense se 10 dollar earning hogi tab google apko ek dak(post) send karega usme verify pin hoga jab ap is pin ko adsense account me verify karoge tab hi apka adsense account verify hoga isliye is page me ap sabhi jankari sahi se bhariye
1)Country:Apni country select kare
2)Time zone:Apni country ka time zone select kare
3)Work: Apna work select kare
4)Company Name:Apna company name type kare aur isi company name se bank account hona jaruri hai
5)Address:Apna address sahi se bhariye isi address par google apko dak send karega
6)City:Apni city ka name type kare
7)State:Apna state select kare
8)Pin code/Zip code:Apna pin code type kare,ap jaha rahte ho usi area ka pin code enter kare
9)Name:Apna name like
10)Mobile Number:Mobile number enter kare
11)Ap adsense kis kis liye bana rahe ho wo select kare
12)Yaha par sare options me Yes par tick karde(Note:Agar apne mobile number verify nahikiya hai to apko yaha mobile number verify karne ke liye kaha jayega)
13)Submit My Application:Last me sari jankari phir se check karke Submit my application ke option me click karde
Jaise,hi ap submit my application ke option me click karoge tab ap phir se youtube ke account me pahuch jaoge aur apko waha apka youtube account adsense se connect ho gaya hai aysa message show hoga
Apka youtube account ab adsense connected hai ab koi bhi apka videos dekhaga aur koi apke videos ki ads par click karoge tab apko uske paise milege
Dosto,apne is post ke jariye apna youtube account bana liya hoga aur youtube account ko monitize karke adsense se connect bhi kar liya hoga agar nahi kiya hai to abhi turant kijiye
No comments:
Post a Comment