Google AdSense ke bare me aj har koi people janna chahta hai,Jo log new blog ya website banate hai uski ek hi kwhahis raheti hai ki use Google AdSense ka account jald hi mil jaye,Google AdSense kya hai aur wo work kaise karta hai iske bare me aj apko batata hu
Google AdSense Kya Hai?
Google AdSense duniya ka no.1 advertising network hai aur wo Google ki hi ek service hai,jisme Google AdSense advertisements company ke pass se ads buy karta hai aur iske badle me advertisements company AdSense ko paisa deti hai aur iske bad AdSense ke ads website,blog me publisher publish karta hai aur us ads par koi visitors click karta hai to uske paise publisher ko milate hai,
Google AdSense ek PPC advertising network hai,PPC means "pay per click"Google AdSense ke ads hamare blog ya website me show karne ke liye hame AdSense ki site me jake apply karna padta hai,lekin uske liye apki website ya blog me quality content hona bahut jaruri hai kyuki Google AdSense ka approval quality content wali site ya blog jald mil jata hai
Google AdSense work kaise karta hai
Google AdSense ek advertising company hai jo advertisements company ke ads ko publisher ke website ya blog me show karta hai uske badle me Google AdSense publisher ko paisa deta hai
Google AdSense world ki no.1 advertising service isliye hai kyuki hamari website me jo content hai uske related hi ads hamari site me show hote hai
Example: Agar apki website ya blog lifestyle se related hai to apki site me uske related hi ads show hoge isse hame ye fayda hoga ki koi bhi visitors asani se ads par click kar dega.
Google AdSense se money earn karne ke liye hame iske rules achi tarah se follow karne padege tab hi ham AdSense se jyada se jyada money earn kar sakenge.
Dosto,Google AdSense se related mera ye 1st article hai,Maine ye naya topic suru kiya hai jisme me apko Google AdSense se related information dunga.
I hope apko ye post pasand ayi hai aur is post ko age bhi share karna na bhule
No comments:
Post a Comment